top of page

Article 1-Name and territory of the Union

(1) India yani ki Bharat states ka ek union(group) hoga.

(2) States or unki territories(area) wo hongi jo first schedule(list) me mention ki gayi hai.

(3) India ki territory me shamil honge-

     A.States ke area

     B.First schedule me mention ki gayi union territories.

     C.Wo baki territories jo baad me acquire ki jaye.

Facebook Ad Polity (8).jpg

Share your experience with us

Please share kare ki apko Type 1 ya Type 2 me se kaun sa explanation jyada better laga?

Thanks for sharing! Improvement ke liye hum hamesha efforts karte rehte hai.

bottom of page